
Yeh pocket-size book un tamam logon ke liye ek behtareen tohfa hai jo apni rozmarra ki masroofiyat mein Allah ki barkat aur Rasool-e-Khuda (S.A.W) par darood bhejna chahte hain. Is mukhtasar magar jameh kitabche mein nihayat ehtimam ke saath darood shareef jama kiye gaye hain taake aap kahin bhi hon, ba-asani Zikar kar saken.
100 Darood Sharif: Is mein muntakhib karda 100 darood shareef shamil hain jo barkat aur sukoon ka zariya hain.
Tarjuma aur Fawaid: Har darood ke saath us ka Urdu tarjuma aur 200+ fawaid (virtues) diye gaye hain taake aap samajh kar parh saken.
Pocket Size: Is ka size itna munasib hai ke aap ise apni pocket, bag, ya car mein asani se rakh sakte hain.
Asaan Ibaarat: Saaf aur wazay font mein likha gaya hai taake har umar ke log asani se parh saken.
Behtareen Tohfa: Apne azizon aur doston ko dene ke liye ek babarkat tohfa.
Order karne ke liye abhi rabta karain ya website visit karain.
| Weight | 7 kg |
|---|