
Musannif: Sheikh-ul-Islam Hazrat Maulana Mufti Muhammad Taqi Usmani Sahab (DB) aur Hazrat Maulana Mufti Abdul Rauf Sakhrawi Sahab (DB).
Kya hamari ibadaat Sunnat ke mutabiq hain? Ye kitab un ahem masail par mabni hai jo har musalman ki rozmarra zindagi se talluq rakhte hain. Is mein Wudu se le kar Namaz ke mukammal tareeqay ko nihayat sada aur asaan fehm andaz mein bayan kiya gaya hai taakay aap apni ibadat ko Allah ke huzoor maqbool bana sakain.
Wudu ka Sahih Tareeqa: Sunnat ki roshni mein Wudu ke faraiz aur sunnaton ki mukammal wazahat.
Namaz Sunnat ke Mutabiq: Namaz ki har harkat aur dua ko Sunnat-e-Rasool ﷺ ke mutabiq ada karne ki rahnumayi.
Qaza-e-Umri ka Tareeqa: Beeti hui namazon ko qaza karne ka mukammal aur asaan tareeqa.
Mustanad Hawala Jaat: Sheikh-ul-Islam Mufti Taqi Usmani Sahab aur digar akabir ulema ki tehqeeq se muzayyan.
Asaan Zaban: Aam qari ke liye asaan Urdu zaban aur saaf suthri likhai.
Ibadat ki qabooliyat ke liye us ka sahi tareeqay se ada hona zaroori hai. Ye kitab aap ki aur aap ke ghar walon ki islah ke liye aik behtareen tohfa hai.
Publisher: Zam Zam Publishers Category: Islamic / Fiqh / Ibaadat
| Weight | 5 kg |
|---|